Mahila hastmaithun ke fayde – Mahila hastamaithun ke 10 laabh jo aapko janne chaiye

11/11/2019Female Masturbationhealth

Logo ko female masturbation or female hastmaithun ko lekar bahut sari galatfahmi hai. Agar aapko nai pata ho to hm aapko bata de ki hastmaithun is good for health. Isliye hamne socha ki hm aapni sari mahilo dosto ko mahila hastmaithun ke fayde ke bare me bata de.

Is post me hm hastmaithun ke fayde vishesh roop se mahila hastmaithun ke fayde ke bare me jaanege. Aap hastmaithun karte time koi v sex toys for women ka istamal kar sakte hai.

 

Kya aap jante h Hastmaithun ke fayde ke bare me?

Kya aap jante h Hastmaithun ke fayde ke bare meShodh se pata chalata hai ki 18 varsh se adhik umr kee adhikaansh mahilaon ne kam se kam ek baar hastamaithun kiya hai, lekin bahut kam mahilaen aisa niyamit roop se karatee hain.

According to Indiana University’s National Survey Of Sexual Health And Behavior, 25 se 29 saal ki mahilaon mein se keval 7.9 % mahila week mein do se teen baar hastamaithun karati hain jabaki 23.4 % purush karate hain.

REF – Aaj tak 

Mujhe lagta h ki hm mahilaye isse behter kar sakte hai. Hastmaithun karne se mahilao ko bahut sare benefits milte hai. Is article me hm mahila hastmaithun ke fayde ke bare me janenge. Mahila hastmaithun ke in laabhon ko padhane ke baad, aap nishchit roop se ise aazamaana chaahenge.

Main aapako spasht kar doon ki jab tak aap isake aadee nahin ho jaate hain tab tak hastimithun ke dushprabhaav (side effect of masturbation) nahin hain. Inake saath-saath agar aap har roj hastamaithun karate hain to aapake lie aavashyak hai ki aap mahila par hastamaithun ke dushprabhaavon ko jaanen.

Aaye jante hai hastmaithun karne ke fayde or hastmaithun se labh Ke bare me

Hastamaithun or masturbation ke bahut sare fayde hain. Yadi aap niyamit roop se isamen shaamil hote hain to hastamaithun aapake oopar bahut sare health laabh karata hai.

Yah aapako aachi tarah se sone mein madad karata hai, tension se raahat deta hai aur bas aapake body ke saath adhik aaraamadaayak hota hai. Workout karane ya massage karavaane ke samaan, aatm-uttejana aapake lie physical aur mental roop se aaram karane ka ek shanadar tareeka hai.

Ek mahangee massage khareedane ke bajaay, aap apane ghar pe bane dildo ke v use kar sakte hai(homemade dildo). Agar aap homemade dildo banana chate hai ya uske bare me jana chate hai to niche click kare.

Hastmaithun kai faydai ke baare mein charcha shuroo karate hain.

Hastmaithun ke fayde – Neend aachi aana

Agar aap regular hastmaithun karte hai to ye aapke liye kafi faydemand hai. Shayed aapko jaan ke harani hogi ki hastmaithun karne se nind aachi aati hai. Kyoki hastmaithun ek tarah ki exercise hai.

Yadi aapko nind nai aati hai to aapko sone se phele thora time hastmaithun karna chaiye. Ye aapko sone me help karega or aapko neend bhi aachi aayegi. Aachi neend aachi health ke liye jarury hai. Jb aap aapni daily work ke baad thak jate hai to masturbation ya hastmaithun ek aacha exercise hai.

Aap hastmaithun karne ke liye koi v sex toy ka istamal kar sakte hai like dildo ya vibrator.

Hastmaithun ke labh in hindi – Relives stress

Hastmaithun ke labh in hindi – Relives stressHastmaithun ke fayde me se sabse aacha fayde hai – ye aapko stress se relives karta hai. Aapko bata de ki, hastmaithun se depression kam hota hai. Hame pata hai aapko ye sun ke thora shock lagega but ye sach hai.

According to researches, orgasm se endorphins badhta hai or yah endorphins hame depression se bachata hai.

Jb aap hastmaithun karte hai tb aapki body se oxytocin or dopamine hormone nikalte hai jisse aapko bahut hi khushi or shanty ka anubhave hota hai.

Hastmaithun ke fayde hindi me – Motapa ko kam kare

Je haa…ye sach hai. Agar aap motapa se parasan hai to aapko hastmaithun karna chaiye. Hastmaithun aapke fat ko burn karega jisse aapko slim hone me aasani hogi.

Agar aapko nai pata hai to bata de ki hastmethun me kafi energy waiste hoti hai jisse aapko slim hone me help hogi. Hastmethun ek exercise jaisa hai.

Hastmaithun ke fayde in hindi – Hastmaithun ek sexual expression

Agar aap health report ki study kare to pata chalta hai ki hastmaithun sexually tension ko kam karne ka sabse aacha or healthy tarika hai. Health professional ke anusare aapne private part ko touch karna bilkul natural hai. Aise me hastmaithun ko sexual expression ke roop me hi dekha jata hai.

Agar aap week me 2 se 3 bar hastmaithun karte hai to iska aap pe koi bhi negative effect nai parega.

Aap aapne hastmaithun ko or v excited banane ke liye different types of dildo toys ka v istamal kar sakte hai. AApko pata h li market me bahut dildo available hai. isalie ham aapake lie kuchh sarvottam dildo kee siphaarish karane kee koshish karate hain. aasha hai ki aapako yah dildo pasand aaega aur isaka upayog karenge.

Hastmaithun ke labh – Tension khatam hoti hai

Hastmaithun ke labh – Tension khatam hoti haiAgar aapko pata na ho to bata de ki hastmaithun ke labh me ek labh tension khatam hone v hai.

Agar aap har choti choti baato se parashan ho jati hai to aapko hastmaithun karna chaiye.

Hastmaithun karne ke time dharkan badh jati hai or blood ka flow v badh jata hai.

In sabhi reason se aap tension se free hojate hai. Aapko bilkul aisa hi feel hoga jaisa ki sex ke baad hota hai.

Hastmaithun karne ke fayde – Na hi pregnancy or na hi STD ka khatra

Aajkal Sexually transmitted disease (STI) bahut teji se badh raha hai. Isliye jaruri hai ki aap wo sabhi upaye apnaye jisse aapko kabhi kisi sexual disease ka samna na karna pare.

Hastmaithun sexual disease se bachane ka sabse aacha or easy tarika hai. Ye nai hi sirf unwanted pregnancy se bachata hai balki aapko HIV, AIDS or dusre STD se bhi bachata hai. Mahila hastmaithun aaram se kar sakti hai.

Hastmaithun karne se na hi pregnancy or na hi STD ka khatra hai. Mahila aaram se hastmaithun kar ke orgasm ko prapt kar sakta hai.

Hastmaithun se labh – Aanand me koi kami nai

Hastmaithun se labh – Aanand me koi kami naiHastmaithun ke dwara aap sambhog karne ki feeling ko enjoy kar sakte hai. Women ko orgasm hone me thora time lagta hai.

Agar mahila sahi technique ke sath hastmaithun nai karti hai to unhe orgasm hone me kafi pareshani hoti hai.

Aap hamare article” female masturbation technique” ko padh sakte hai agar aap or jada janna chate hai masturbation technique ke bare me to.

 Hastmaithun ke fayde hindi me – pelvic muscles strong banati hai

Hastmaithun karne se mahilao ko bahut sare fayde milte hai. In sabhi faydeo me se hastmaithun ka ek fayda ye bhi hai ki ye pelvic muscles ko strong banata hai jo ki aap ke private area ko strengthens banati hai jisse aapki sexual life aachi hoti hai.

Itna hi nai, agar aap regular masturbation karte hai to ye aapko periods me hone wale dard ko bhi kam karta hai. Period me v hastmaithun karne ke bahut sare fayde hai janne ke liye yaha click kare.

Hastmaithun ke labh in hindi – Positive mental level ke liye masturbation faydemand hai

Hm sabhi jante hai ki khushi hm sb ko aacha feel karata hai. Agar mahila masturbation karti hai to ye unke mood ko behter bhi banata hai. Hastmaithun karne ke time jab aap climax per hote hai, tab endorphins hormones release hota hai. Iss hormone ke release hone ke baad aapki bechani khatam ho jati hai or aapko positive mental shanti milti hai.

Hastmaithun ke fayde hindi me – aap multiple orgasm experience kar sakte hai

Hastmaithun ke fayde hindi me – aap multiple orgasm experience kar sakte haiMahila hastmaithun ka sabse bara fayda ye ha ki aap ek sath multiple orgasm experience kar sakte hai. My dear friends, multiple orgasm ki duniya me aapka swagat hai.

Ek bar jab aapka orgasm khatam ho jata hai tb aapka body mool roop se saamaany kaamakaaj par laut aata hai.

Aapakee heart rate aur saans lene mein giraavat, aapakee vagina aur breast apanee oonchee soojee huee avastha se neeche aate hain, aapaka mastishk phir se susangat vichaar paida kar sakata hai – aapako isaka aabhaas milata hai.

Is time pe, yadi aap chaahate hain, to aap ek aur sambhog ke baad phir se bahut turant ja sakate hain. Aap internal orgasm aur external orgasm dodno ko experience kar sakte hai ek hi time me.